Collection: ZAUQ-E-MEHEK
Mehek ek khubsurat aur nazuk perfume collection hai jo har aurat ki apni pehchan, uski tehzeeb, aur uske jazbaat ko mehsoos karne ke liye banayi gayi hai. Har scent is tarah design ki gayi hai ke woh subah ki taazgi se le kar shaam ki raunak tak, aap ke saath rahe.
Phoolon ki mehek, halki mithaas, aur halki si rooh ko chhoo jaane wali khushboo – yeh collection un logon ke liye hai jo apni individuality ko fragrance mein mehsoos karna chahti hain
-
Bright Crystal – Fresh Elegance in Every Drop
Regular price From Rs.1,650.00 PKRRegular priceUnit price / perSale price From Rs.1,650.00 PKR -
FLOVA – Where Fresh Florals Meet Sweet Warm Spice
Regular price From Rs.1,960.00 PKRRegular priceUnit price / perSale price From Rs.1,960.00 PKR